huzoor aisa koi intizam ho jaye kay phir madina rawana ghulam ho jaye naseeb waalon mein mera bhi naam ho jaye jo zindagi ki madinay mein shaam ho jaye pia raza ne pia jo murshid nay ataa mujhe shaha aisa jaam ho jaye fuzool goi se bach jaye ye zaban meri mera kalam durood-o-salaam ho jaye shaha ubaid-e-raza dar badar phiray kab tak huzoor is ka madinah maqam ho jaye ubaid mar kay madinah mein paa chuka hai baqi khabar watan mein kabhi to yeh aam ho jaye