yeh aarzoo nahi kay duaaein hazaar do parh kar nabi ki naat lahad mein utaar do suntay hain jaan kani ka hai lamha bohot kathin laikar nabi ka naam ye lamha guzaar do mere kareem mein tere dar ka faqeer hoon apnay karam ki bheek mujhe baar baar do gar jeetna hai ishq mein laazim yeh shart hai khelo agar yeh baazi to har cheez haar do yeh jaan bhi zuhoori nabi kay tufail hai is jaan ko huzoor ka sadqa utaar do